Aapka swagat hai tekharbar per. Mera naam sahil Mehra hai aur mera in sabhi cheezon mai bahut interest hai jaise ki laptop, mobile, gadget, software update,tech news, jaise ki
Kise bhi apps ki khabar ho jaa fer koi aur tech related khabar ho voh sari news main is techkharbar per deta rehta hoon. Aur main puri koshish karta hoon ki time to time aapko har ek khabar milti rahe. Aur aap sabhi techkharbar ko follow karlo aane wali technology related har ek khabar sabse phle janne ke liye.